ASMA E HUSNA KE ZARYE ALLAH SE
DUA MAANGO TOU WO DUA ZAROOR QUBOOL HOOTI HAY
Ek aur adab
JANAB
NABI E KAREEM SALLAJJAHU ALAIHI WASALLAM ne irshad farmaya:
Quran me
ALLAH ne farmaya
“Acche ache
naam allah hi ke liye hay un naamoun kay zarye allah ko pukaara karo”
asma e husna bahut hain albatta ek hadees shareef me ek saath
99 naamein bataye gaye, farmaya:
allah rabbul ezzat ke 99 naam hain, jo aadmi aalah ke in asma
e husna ko yaad karle, jannat me daqil hooga aur in naamoun ko padh kar dua ki
jaye tou dua qabool hoogi, ahsaa ke kayi mane ulama ne bayan kiye hain, imam
baqari ki tafseer ke mutabiq matlab ye nikalta hay ke jo aadmi allah ke 99
naamoun ko yaad karle wo jannat me daaqil hooga-
No comments:
Post a Comment