MAKTAB E NOOR OFFICIAL: NAFSIYYAT KEHTI HAY

Followers

Sunday, 29 March 2020

NAFSIYYAT KEHTI HAY


Nafsiyyat kehti hay:-
    1.Agar aap bahut hastay hain aur wo bhi fuzool baatoun par tou “aap andar se qaali hain”
    2.Agar aap bahut soote hain tou”aap udaas hain”
    3.Agar aap kam booltay hain aur tezz raftaar se bolltay hain tou “aap bahut gehre hain”
    4.Agar aap ko roona nahi aata tou “aap kamzoor hain”
    5.Agar aap betahasha khaate hain tou “aap pareshaan hain”
    6.Agar aap baat baat par roo padhtay hain tou “aap naram dil aur masoom hain”
    7.Agar aap chooti chooti baatoun par gussa kar bayth tay hain tou “aap tawajjuh chaahtay hain”
Written By:
TSR

No comments:

FIVE REWARDS IN RAMADAN (ENGLISH,URDU & KOREAN) LANGUAGE

بسم اللہ الرحمٰن الرحیم Five Rewards in Ramadan Hazrat Abu Huraira (may Allah be pleased with him) has narrated from the Holy Prophet (peace...